Khoon deke chaman deen ko sajaya Husain ne

Khoon deke chaman deen ko sajaya Husain ne
Rasme wafa ko khub nibhaya Husain ne

Aisi namaz kaun padhega jahan me

Sajde me rakha magar sar na uthaya Husain ne.


Tumne qurban karke apna khandan ko Deen ko bachaya

Ehsane azeem hai tumhara ummate Mustafa par

Agar tum sajde me sar ko na katate

To kisi aur ki itni auqat kaha thi ke

In batilo ka aisa samna kar sake.


Husain ibne Haidar Salamun alayh

Payambar ke dilbar Salamun alayh.


Husain tumhare rutbe ko salam, tumhare waqar ko salam.

Husain tumhare sabr ko salam, tumhari himmat ko salam.

Husain tumhare sajde ko salam, Husain tumhare khandan ko salam.