Bhenge Janwar ki kurbani jaiz hai. andhe janwar ki kurbani jaiz nahi. Aur kana jiska kana par zahir ho uski bhi kurbani jaiz nahi. Itna lagir ki jiski haddiyo me magz na ho aur langda jho kurbani gaah tak pane paao se na ja sake aur itna bimar jiski bimari zahir ho tou in sab ki kurbani jaiz nahi.
[Durre Mukhtar, Kitab ul Zahi, Jild 9, Page No. 535-537]