Qurbani Wajib hone ke ShariaEt:


 1. Muslim Hona, yaani Gair Muslim par wajib nahi
 2. Mukim hona, yani Musafir par kurbani wajib nahi
 3. Tawangar hona, yaha maldari se murad wahi hai jis se sadqa e fitr wajib hota hai, who nahi jis 

      se  zakat wajib hoti hai.
 4. Aazad hona, yaani ghulam par kurbani wajib nahi
 5. Mard hona uske liye shart nahi, aurto par wajib hoti hai jis tarah mardo par wajib hoti hai