Qurbani ke Masa’el:


 Musafir par kurbani wajib nahi, agar musafir ne kurbani ki ye nafal hai aur fakir ne agar na mannat mani ho aur na kurbani ki niyyat se janwar kharida ho, uski kurbani karna bhi nafal hi hai.

[Fatawa e Hind, Kitab ul Azahi, Jild 5, Page No. 251] [Aalamgiri] [Bahar e Shari’at, Jild 3, Hissa 5, Page No. 332]