Qurbani ke Janwar ki umr:


Kurbani k janwar ki umar ye honi chahiye: Oont 5 saal ka, gaay 2 saal ki, bakri ek saal ki. Us se umr kam ho tou kurbani jaiz nahi. Zyada ho tou jaiz balke afzal hai. haan dumba ya bhende ka 6 maah ka bacha agar itna bada ho ki door se dekhne me saal bhar ka lage tou uski kurbani jaiz hai. 


[Durre Mukhtar, Kitab ul Zahi, Jild 9, page nO. 533}